Examine This Report on Ek shks ne apni betio ko qatal kar dia
249. Phir jab Talut lashkar lekar chala, to usne kaha: “ek dariya par Allah ki taraf se tumhari aazmaish hone wali hai, jo uska pani piyega, woh mera saathi nahin. Mera saathi sirf woh hai jo us se pyas na bujhaye, haan ek aadh chillu koi pee le to pee le”. Magar ek giroh e qaleel ke siwa woh sab us dariya se sairaab huey, phir jab Talut aur uske saathi muslim dariya paar karke aage badhey to unhon ne Talut se kehdiya ke aaj hum mein Jaaluth (Goliath) aur uske lashkaron ka muqabla karne ki taaqat nahin hai, lekin jo log yeh samajhte thay ke unhein ek din Allah se milna hai, unhon ne kaha: “ baaraha aisa hua hai ke ek qaleel giroh Allah ke izan se ek badey giroh par gaalib aa gaya hai, Allah sabr karne walon ka saathi hai.”
Kaho: “tum zyada jaante ho ya Allah? Us shaks se bada zalim aur kaun hoga jiske zimme Allah ki taraf se ek gawahi ho aur woh usey chupaye? Tumhari harakat se Allah gaafil to nahin hai.
Genius is the final word source of music understanding, created by Students like you who share details and Perception regarding the tunes and artists they really like.
one hundred seventy. Inse jab kaha jata hai ke Allah ne jo ehkam naazil kiye hain unki pairwi karo to jawab dete hain ke hum to usi tareeqe ki pairwi karenge jispar humne apne baap dada ko paya hai, accha agar inke baap dada ne aqal se kuch bhi kaam na liya ho aur raah e raast na payi ho to kya phir bhi yeh unhin ki pairwi kiye chale jayenge?
41. Aur maine jo kitaab bheji hai uspar iman lao, yeh us kitaab ki taeed (affirmation) mein hai jo tumhare paas pehle se maujood thi, lihaza sabse pehle tum hi iske munkir na ban jao thodi keemat par meri aayaat ko na bech daalo aur mere gazab se bacho.
246. Phir tumne us maamle par bhi gaur kiya, jo Moosa ke baad sardaraan e Bani Israel ko pesh aaya tha? Unhon ne apne Nabi se kaha: hamare liye ek baadshah muqarrar kardo taa-ke here hum Allah ki raah mein jung karein, Nabi ne pucha : kahin aisa to na hoga ke tumko ladayi ka hukm diya jaaye aur phir tum na lado?
Woh to tumse ladey Hello jayenge hatta ke agar unka bas chale to tumhein is deen se pher le jayein (aur yeh khoob samajhlo ke) tum mein se jo koi is deen se phirega aur kufr ki haalat mein jaan dega, uske aamaal duniya aur aakhirat dono mein zaya ho jayenge, aise sab log jahannumi hain aur hamesha jahannum hi mein rahenge.
274. Jo log apne maal shab o roz khule aur chupe kharch karte hain unka ajar unke Rubb ke paas hai aur unke liye kisi khauf aur ranjh ka muqaam nahin.
283. Agar tum safar ki haalat mein ho aur dastawez likhne ke liye koi kaatib (scribe) na mile to rehan bil qabz (pledges in hand) par maamla karo, agar tum mein se koi shaks dusre par bharosa karke iske saath koi maamla kare to jispar bharosa kiya gaya hai usey chahiye ke amanat ada kare aur Allah apne Rubb se dare aur shahadat hargiz na chupao.
ninety six. Tum inhein sabse badh kar jeene ka harees paoge hatta ke yeh is maamle mein mushrikon se bhi badhey huey hain .
149. Tumhara guzar jis muqaam se bhi ho wahin apna rukh (namaz ke waqt) masjid e haraam ki taraf pher do, kyunke yeh tumhare Rubb ka bilkul bar-haqq faisla hai aur Allah tum logon ke aamaal se be-khabar nahin hai.
69. Phir kehne lage apne Rubb se yeh aur puch do ke uska rang kaisa ho, Moosa ne kaha woh farmata hai zard (yellow) rang ki gai honi chahiye, jiska rang aisa shukh (dazzling) ho ke dekhne walon ka jee khush ho jaaye.
H) ne paiham marka arraiyon ke baad Bait ul Maqdas Saleebion se azad kerwa lia magar afsos ke ab Bait ul Maqdas, yahoodion ke qabzay me hai aur Qayamat ke qareeb jab imam mehdi (R.A) aur Hazrat Isa (Alaihi Salam) ka zahoor hoga is waqt wo bazor shamsheer isey dobara azad kerwayenge.
167. Aur woh log jo duniya mein unki pairwi karte thay, kahenge ke kaash humko phir ek mauqa diya jata to jis tarah aaj yeh humse bezari zaahir kar rahe hain hum inse bezaar hokar dikha dete, yun Allah in logon ke woh aamaal jo yeh duniya mein kar rahe hain inke saamne is tarah layega ke yeh hasraton aur pashemaniyon ke saath haath malte rahenge, magar aag se nikalne ki koi raah na payenge.